Popular Posts

Saturday, 23 July 2011

Yaad hai ek din
mere maze par baithe baithe

Cigrette  ki dibiya par tumne
Chote se ek poodhe ka

Ek scetch banaya tha
Aa kar dekho

Us podhe par phool aaya hai!!!

1 comment:

  1. dekh bhaya....ye gulle ko toh kaam dhanda hai nai...kuchh bhi bakwaas badbadaataa rehta hai din bhar.....uski beti uske gale mein ek recording machine lagaa deti hai....shaam ko ek naukar usko sunke likh deta hai....ab ismein tu dimag lagaa mati....usne toh meena kumari ki diary chori kar li aur gullu ban baitha.....apan apne kaam pe dhyaan dein toh zyada achchhaa.... :)

    ReplyDelete