Popular Posts

Friday, 2 December 2011

THE DIRTY PICTURE

the film is just full of sex sex and only sex only fr a paticular audeince who nly look fr sex and raunchy music in a film nt evn half good of once upon a time in mumbai milan disappointed me this time she's delhi belly's sister can't njy it with ur family especially the way vidya removes horny voices suring sex mannn.. in short the movie is fr masses nt fr classes dnt evn dare 2 watch it in a single screen wistles will sound more clear than vidya's dialogues this is me signing off rest ur wish. 2 strs according 2 me 

Saturday, 23 July 2011

My favourite  one!!

Saara din main khoon main lath path rehta hun
Saare din main sukh sukh ke

Kaala padh jata hai khoon
Paapdi si jam jati hai

Kurach Kurach ke nakoon.No se
Chamdi chelne lagti hai

Naak main kachee khoon ki buu
Aur kapdon par kuch kale kale

Chakte se reh jate hai
Roz subah akhbaar mere ghar

Khoon main lath path aata hai!!!!
Yaad hai ek din
mere maze par baithe baithe

Cigrette  ki dibiya par tumne
Chote se ek poodhe ka

Ek scetch banaya tha
Aa kar dekho

Us podhe par phool aaya hai!!!
Jab jab patjahd main pedon se
Peele patee
Meri lawn main aakar girte hai

Raat ko chaat par jaa kar main
Akash ko takta rehta hun

Lagta hai kamzor sa peela chand,bhi shayad
Peepal ke sukhe pate sa

Lehrata lehrata meri lawn main aa kar utrega

vo kaat ke puraze udaa rahaa thaa
havaao.n kaa ruup dikhaa rahaa thaa
kuchh aur bhii ho gayaa numaayaa.N
main apanaa likhaa mitaa rahaa thaa
usii kaa imaan badal gayaa hai
kabhii jo meraa Khudaa rahaa thaa
vo ek din ek ajanabii ko
merii kahaanii sunaa rahaa thaa
vo umr kar rahaa thaa merii
mai.n saal apane badhaa rahaa thaa

Friday, 22 July 2011

Aadatan tumne kar diye vaade
Aadatan hum ne aaitbaar kiya

Teeri rahon main baarahaa ruk kar
Hum ne apna he intezar kiya

Ab na maanege zindagi ya rab
Yeah gunah hum ne ek baar kiya!!!!
Jaise aisaan utaarta hai koi

Aiina dekh  ke tasalli huii
Hum ko is ghar main janta hai koi

Paak gaya hai shazar pe pehal shayad
Phir se patahar uchalta hai koi

Phir nazar main lahu ke cheete hai
Tum ko shayad mughaalatta hai koi

Der se gunjate hai sanaate
Jaise humko pukarta hai koi!!!!!