My favourite one!!
Saara din main khoon main lath path rehta hun
Saare din main sukh sukh ke
Kaala padh jata hai khoon
Paapdi si jam jati hai
Kurach Kurach ke nakoon.No se
Chamdi chelne lagti hai
Naak main kachee khoon ki buu
Aur kapdon par kuch kale kale
Chakte se reh jate hai
Roz subah akhbaar mere ghar
Khoon main lath path aata hai!!!!
Saara din main khoon main lath path rehta hun
Saare din main sukh sukh ke
Kaala padh jata hai khoon
Paapdi si jam jati hai
Kurach Kurach ke nakoon.No se
Chamdi chelne lagti hai
Naak main kachee khoon ki buu
Aur kapdon par kuch kale kale
Chakte se reh jate hai
Roz subah akhbaar mere ghar
Khoon main lath path aata hai!!!!