Popular Posts

Saturday, 23 July 2011

Jab jab patjahd main pedon se
Peele patee
Meri lawn main aakar girte hai

Raat ko chaat par jaa kar main
Akash ko takta rehta hun

Lagta hai kamzor sa peela chand,bhi shayad
Peepal ke sukhe pate sa

Lehrata lehrata meri lawn main aa kar utrega

No comments:

Post a Comment